rediff ILAND
Welcome Guest, | Create your own iLand| Sign In  | New User? Get Started
Home
iLand
Blogs
Friends/Contributors
Guestbook  
 
Param singhs
Categories
Blogs
Food
Work
Friends
Love
FLOWERS
Music
COLOURS
alphavate
Fantasy
RISHTEY
Poetry
Students
SMS
shayar
Letter
Business
Favourites 4
sameer sinha
Abhishek Jain
Hopeful One
Param
What is an RSS feed?
RSS Feed 
paramveersingh.rediffiland.com/ 
Recent Posts
By  Param singhs   16:44 | 23/Jun/2008 | 0 Comment(s)
DOSTI

इतने दोस्तो मे भी एक दोस्त की तलाश है मुझे
इतने अपनो मे भी एक अपने की प्यास है मुझे

छोड आता है हर कोइ समन्दर के बीच मुझे
अब डूब रहा हु तो एक सािहल की तलाश है मुझे

लडना चाहता हु इन अन्धेरो के गमो से
बस एक शमा के उजाले की तलाश है मुझे

तग आ चुका हु इस बेवक्त की मौत से मै
अब एक हसीन िजन्द्गी की तलाश है मुझे

दीवना हु मै सब यही कह कर सताते है मुझे
जो मुझे समझ सके उस शख्श की तलाश है मुझे


ऐसा दोस्त चाहिए जो हमे अपना मान सके,
जो हमारा दिल को जान सके,
चल रहा हो हम तेज़ बेरिश मे,
फिर भी पानी मे से आँसुओ को पहचान सके!!!!

ख़ुश्बू की तरह मेरी सांसो मे रेहाना……
लहू बनके मेरी नसनस मे बेहाना,
दोस्ती होती है रिस्तो का अनमोल गेहना………..*******
इसलिया इस दोस्ती को कभी अलविदा ना कहना.***********


याद आए कभी तो आँखें बंद मत करना.................

हम ना भी मिलें तो गम मत करना!!!!
ज़रूरी तो नही के हम नेट पेर हैर रोज़ मिलें
मगर ये दोस्ती का एहसास कभी कम मत करना.......................

दोस्ती उन से करो जो निभाना जानते हो...............
नफ़रत उन से करो जो भूलना जानते हो................
ग़ुस्सा उन से करो जो मानना जनता हो...........
प्यार उनसे करो जो दिल लुटाना जनता हो.................***

बहते अश्को की ज़ुबान नही होती,
लफ़्ज़ों मे मोहब्बत बयां नही होती,
मिले जो प्यार तो कदर करना,
किस्मत हर कीसी पर मेहरबां नही होती.

----------------
ज़िंदगी गमो का पुलिंदा है,
ख़ुशियाँ आज कल चुनिंदा है,
कभी याद कर लिया करो इश्स नाचीज़ को,
ये शक्स अभी तक ज़िंदा है........?

Permalink 
By  Param singhs   20:27 | 20/Jan/2008 | 0 Comment(s)
CONTACT

" I AM HERE FOR SERIOUS BUSINESS PARTNER AND WOULD LIKE TO GROW MY NETWORKING ANYBODY INTERESTED TO JOIN ME PLEASE DO SO

HEALTHY WEALTHY HAPPY

vlt_param@rediffmail.com

09310239657

MAILING ADDRESS:-

PARAM VEER SINGH

HEAD POST OFFICE

GHAZIBAD-201001

P.O.BOX NO:-37

 

Permalink 
By  Param singhs   21:14 | 8/Jan/2008 | 0 Comment(s)
LOVE

Honton pe muhabbat k fasane nahi aatey
sahil pe samader k khazane nahi
aatey...



Palkein bhi chamak uthtein hain sooney main
hamari

Aankhon ko abhi khoaab chopane nahi aatey.....


Dil ujri hoi
ek sarai k tarhan hai

Ab log yahan raat jagane nahi aatey..

Yaroo naye
musam ne ye ehsan kiye hain

Ab yad mujhe dard porane nahi
aatey..



Urne do parindon ko abhi shookh hawa main
Phir laot k
bachpan k zamane nahi aatey...



Es shaher k badal teri zolfon ki
tarhan hain

Ye aag lagatein hain“ bhojane nahi aatey..


Ahbaab bhi
gairon ki ada seekh gai hum

Aatey hain mager dil ko dokhane nahi aatey

Permalink 
By  Param singhs   03:18 | 8/Jan/2008 | 2 Comment(s)
love



·     Toofan ki kami nahi jeevan main


Ladte huye safar karna hoga



Jo milenge zakhm safar-e-raho main



Unhe hi zindagi ka tazurba kehna hoga



Lakh zakhm khane par bhi



Har zakhm naya hoga



Tazurba kitna hi kyun na ho



Har safar naya hoga





Permalink 
By  Param singhs   03:14 | 8/Jan/2008 | 1 Comment(s)
LOVE

Kya khabar tum ko dosti kya hai
Ye roshni bhi hai andhera bhi hai



Khwahishon se bhara jazeera bhi hai

Bohat anmol ek heera bhi hai



Dosti ek haseen khwab bhi hai

Pass se dekho to sarab bhi hai



Dukh milne pe yeh azaab bhi hai









Aur yeh pyaar ka jawaz bhi hai



Dosti yoon to maya jaal bhi hai

Ek haqeeqat bhi hai khayal bhi hai



Kabhi furqat kabhi vissal bhi hai

Kabhi zameen kabhi falak bhi hai



Dosti jhoot bhi hai such bhi hai

Dil main reh jai to kassak bhi hai



Kabhi ye haar kabhi jeet bhi hai

Dosti saaz bhi sangeet bhi hai



Sheir bhi nazam bhi geet bhi hai

Wafa kya hai wafa bhi dosti hai



Dil se nikli Dua bhi dosti hai

Bas itna samajh lo tum



Pyaar ki inteha bhi dosti hai


Permalink 
By  Param singhs   03:14 | 8/Jan/2008 | 1 Comment(s)
LOVE



·     JAB EK EK PHUL KO UDAA LE GAYI HAWA,


US DIN BAHAAR KO MERE GHAR KA PATA CHALA.





JAB UTHA LE CHALE HAME CHAAR LOG,



US DIN MERE YAAR KO MERE PYAAR KA PATA CHALA …..





Permalink 
By  Param singhs   03:13 | 8/Jan/2008 | 0 Comment(s)
LOVE

Kaise kahun ab koi hasrat
na rahi
jee to rahe hain magar jeene ki chahat na rahi

Bahut pyar se rait pe gharonde banaye the humne

kambakht , ek lahar ne baha diya

koi lakeer na rahi



jee to rahe hain magar koi chahat na rahi

khwab tha kabhi uske ghar ko sajaungi

jab aaj dakhil hui , to

jaani pehchani wo diwaren na rahi.

jee to rahe hain magar jeene ki hasrat na rahi



bahut kuch tha baaki baat karne ko , ek muddat se

aaj jab samna hua to koi baaten na rahi

kaise kahun ab koi hasrat na rahi

jee to rahe hain magar jeene ki chahat na rahi
.

Permalink 
By  Param singhs   03:13 | 8/Jan/2008 | 0 Comment(s)
LOVE

TAMANAYE MITA DO , MITA DO KHUSHIYON KO HAMRE DAAMAN SE
KYUN KI HO GAYA HAIN HAMARA RISHTA AASUO KE DAMAN SE……..



KAHIN MILE AGAR KHUSHI TO KEH DENA KI HAMARE PASS NA AAYE

DAR LAGTA HAIN KAHIN USKE AANE SE HAMARA GUM HUMSE BHEECHAD NA JAYE



BICHA DO CHARO AUR ANDHERE KE BAADAL KI AB BAS ANDHERA CHA JAYE

DEKHNA KAHIN SE KOI ROSHNI AAKE MERA ANDHERA MUJHSE NA LE JAYE



BARSTI BUDON KE BEECH MIEN HUMIEN HUMARA SAATHI MIL GAYA

LAGA DO CHAR PAANCH BADAL KAHIN HUM SE HUMARA SAATHI BEECHAD NA JAYE



KOI KEH DE US SHAKS KO KI WHO HUMARE PASS NA AAYE KYUN KI GALE LAGA KE AAJ

MAUT KO HUM BAITHE HAIN AUR DAR LAGT AHIN KI KAHIN UNKE AANE SE HAMARI MAUT BHI
HUMIEN AKELA NA CHOD JAYE


Permalink 
By  Param singhs   03:12 | 8/Jan/2008 | 0 Comment(s)
LOVE



·     Wo sapne, wo kaagaz ke mahal jlaa gayaa
koi, Saari raat jgaa ker umar bhar sulaa gayaa koi, Ek he pal me , zindgi ka
her chehra badal gayaa Meri nazron se youn nazaren milaa gayaa koi, Saari raat
jgaa ker umar bhar sulaa gayaa koi……………………. Kaun jaane kal zindgi ka uunth kis
karwat baithe, Humko qayaamat per milne ko bulaa gayaa koi Saari raat jgaa ker
umar bhar sulaa gyaa koi……………………… Na maut aa saki na karaar aa sakaa Zindgi se
bhraa zahar, pilaa gayaa koi, Saari raat jgaa ker umar bhar sulaa gayaa
koi,…………………….





Permalink 
By  Param singhs   03:11 | 8/Jan/2008 | 0 Comment(s)
LOVE

Saza dene wale raza puchte hai....
Jeene ki hum se wajah puchte hai....

Dete hai khud hi zeher hume....

Aur aakar fir kitna hua hai asar puchte hai



Kissi ke waade par zindagi tabah kar baithe....

Diwangi me ye kaisa gunah kar baithe....

Ek CHAND ki aarzoo ke liye....

Hum apni hasin raaton ko `FANAAH` kar baithe.... *



Wo dhundte rahe hume Dagar-Dagar. ...

Shayad unhe humari talash thi....

Par afsoos jis kabar par the unke kadam....

Ussi me humari laash thiv



Apni Dhadkano ki aawaz suni hai maine....

Apni aankhon se koi baat kahi hai maine....

Bas ek didaar ke liye khud ko sambhale baithe hai....

Naa jaane ishq me kaun si raah chuni hai maine.



Koi rok naa paayi jise lambi dagar bhi....

Ab thaka deta usse zara sa safar bhi....



Mehfil na sahi tanhai to milti hai....

Milna na sahi judaii to milti hai....

Kaun kehta hai pyaar me kuch nahi milta....

Wafa na sahi be-wafaii to milti hai


Permalink