· Toofan ki kami nahi jeevan mainLadte huye safar karna hogaJo milenge zakhm safar-e-raho mainUnhe hi zindagi ka tazurba kehna hogaLakh zakhm khane par bhiHar zakhm naya hogaTazurba kitna hi kyun na hoHar safar naya hoga